Shri Kaal Bhairav Ji Ki Aarti Lyrics in Hindi (श्री काल भैरव देव जी की आरती)​

Shri Kaalbhairav Temple

Shri Kaal Bhairav Dev Ji Aarti

॥ Shri Bhairav Dev Ji Aarti ॥

Jai Bhairav Deva, Prabhu Jai Bhairav Deva.
Jai Kaali aur Gaur Devi krit seva ॥
॥ Jai Bhairav Deva…॥

Tumhi paap uddharak, Dukh sindhu taarak.
Bhakton ke sukh kaarak, Bhishan vapu dhaarak ॥
॥ Jai Bhairav Deva…॥

Vaahan shvaan viraajat, kar trishool dhaari.
Mahima amit tumhari, Jai Jai bhayhari ॥
॥ Jai Bhairav Deva…॥

Tum bin Deva seva, safal nahin hove.
Chaumukh deepak darshan, dukh khove ॥
॥ Jai Bhairav Deva…॥

Tel chatki dadhi mishrit, bhaashaavali teri.
Kripa kijiye Bhairav, kariyega nahin deri ॥
॥ Jai Bhairav Deva…॥

Paon ghunghroo baajat, aru damroo damkaavat.
Batuknath ban baalak, jal man harshaavat ॥
॥ Jai Bhairav Deva…॥

Batuknath ji ki aarti, jo koi nar gaave.
Kahe dharni dhar nar, manvaanchhit phal paave ॥
॥ Jai Bhairav Deva…॥

श्री काल भैरव देव जी की आरती

॥ श्री भैरव देव जी आरती ॥

जय भैरव देवा, प्रभु जय भैरव देवा ।
जय काली और गौर देवी कृत सेवा ॥
॥ जय भैरव देवा…॥

तुम्ही पाप उद्धारक दुःख सिन्धु तारक ।
भक्तो के सुख कारक भीषण वपु धारक ॥
॥ जय भैरव देवा…॥

वाहन श्वान विराजत कर त्रिशूल धारी ।
महिमा अमित तुम्हारी जय जय भयहारी ॥
॥ जय भैरव देवा…॥

तुम बिन देवा सेवा सफल नहीं होवे ।
चौमुख दीपक दर्शन दुःख खोवे ॥
॥ जय भैरव देवा…॥

तेल चटकी दधि मिश्रित भाषावाली तेरी ।
कृपा कीजिये भैरव, करिए नहीं देरी ॥
॥ जय भैरव देवा…॥

पाँव घुँघरू बाजत अरु डमरू दम्कावत ।
बटुकनाथ बन बालक जल मन हरषावत ॥
॥ जय भैरव देवा…॥

बटुकनाथ जी की आरती जो कोई नर गावे ।
कहे धरनी धर नर मनवांछित फल पावे ॥
॥ जय भैरव देवा…॥

Common Questions

Shri Kaal Bhairav Ji Ki Aarti FAQs

What is Shri Kaal Bhairav Ji Ki Aarti?

Shri Kaal Bhairav Ji Ki Aarti is a devotional hymn sung during Hindu worship. Devotees use it to offer reverence, gratitude and prayer while concluding puja or during personal devotion.

When can I sing or read this Aarti?

You may read or sing this Aarti during morning or evening worship, after a deity-specific puja, on festival days, or whenever you wish to pray. Family and regional traditions may differ.

Which languages are available on this page?

This page currently provides the Aarti in Hindi, English transliteration, Marathi, Tamil, Telugu, Malayalam and Odia scripts. The regional-script versions are phonetic transliterations of the traditional Hindi lyrics so readers can follow the same prayer in a familiar script.

How should I perform Aarti at home?

Prepare a clean prayer space and, where appropriate, offer a lit diya, flowers and prasad. Sing with attention and devotion while observing household safety. The sincerity of the prayer matters more than an elaborate setup.

Scroll to Top